Question ID 4252 - Medical Issues - 2018-03-11 05:30:02 |
Salamun Alaikum.... Jo Patient ki kidney Kharaab ho ya Heart weak ho usko Peshaab Zyada hone ke liye Lasix naamki goliya di jaati hai...Jisse Peshaab zyada hota hai.....Usko Morning aur Afternoon mai dete hai....Night mai nahi dete....kyuki Night mai Dawa lega to puri raat peshaab lagegi.....Aaj maine ek patient ko ye goli raat ko lene ke liye bol diya....Wo patient Hospital se ghar chala gaya.....Abhi yaad aa raha hai ki ye goli night mai nahi dena chahiye....Patient ko raat mai peshaab lagagi....Ab Meri kya Zimedari hai? |
|
Answer:- Wa Alaykum Assalam wr wb
Any harm happens to the patient because of your mistake, will be under your
responsibility. If nothing wrong happens, then just seek patient's pardon.
Wassalam
Mohammad Al-Musawi
>
|
|
|