Question ID 356 - Zakat and Khums - 2013-03-06 21:45:02 |
Assalam Alaikum.
Question:1:--- Aik shakhs kisi mustahaq Sayed ko monthly kuchh raqam uske zaroori ikhrajat ke liye deta hai.
Question: 1 :-- Kiya ye shakhs apni khums ki Date par ab tak ki dee hui us raqam ko jo usne mustahaq Sayed ko pahle hi de chuka hai Minha kar sakta hai ?
Question:2:-- Kiya is niyat se kisi mustahaq sayed ko kuchh raqm diya ja sakta hai ki jab main khums is shakhs ko doonga to ye raqm usmen se kaat loonga? Shukriya Wassalam |
|
Answer:- If the amount was given to the needy Sayyed with the intention of Sahme
Sadaat, then it can be calculated from Khums. If it was given with another
intention, then it will not be possible to make it with Khums later on.
Wassalam.
Mohammad al-Musawi
>
|
|